lovely video songs

This video only for you 

Aap ki 1 MISS CALL ek din ki khushi
Aap ka 1 SMS 1 week ki khushi
Aap ki 1 CALL 1 month ki khushi
Aap ki 1 MULAQAAT 1 year ki khushi
Aur aap ka PYAR
Umer bhar ki khushi

Kitna bhi chaho na bhol paoge
Hum se jitna dur jao nazdik pao ge
Humein mita sakte ho to mita do
yaadein meri, magar..
kya sapno se juda kar pao ge humein.


Jis ghari teriyadon ka sama hota ha,
Phir humein aram kahan hota hay,

Hosla mujh mein nahi tujhko bula deny ka,
Kaam sadiyon ka hai, lamhon main kahan hota hai



Humne Chaand se poochha
teri Chaandni ka raaz kya hai?
Chaand ne aapki taraf Ishara
kar ke kaha, Inhi say pucho jisay
dekh kar mein chamakta hoon

1 comment: